Thursday, March 1, 2012

Zihale Miskin Makun Taghaful - Amir Khusro



Zihaal-e miskin’ makun taghaful, duraye naina banaye batiyan’-
ke taab-e hijran’ nadaaram ae jaan’, na leho kaahe lagaye chhatiyan’

Shaban-e hijraan’ daraaz chun’ zulf wa roz-e waslash chun’ umr kotah-
Sakhi piya ko jo main na dekhun’ to kaise kaatun andheri ratiyan’

Yakayak az dil do chashm-e jadoo basad farebam baburd taskin’-
Kise padi hai jo jaa sunaave piyare pi ko hamaari batiyan’

Chun’ sham’a sozan Chun’ zarra hairan’ hamesha giryan’ ba ishq aan’ mah-
Na neend naina na ang chaina na aap aaven’ na bhejen’ patiyan’

Bahaqq-e roz-e wisal-e dilbar ke daad mara ghareeb Khusro-
Sapet man ke waraaye raakhun jo jaane paaun piya ki ghatiyan’

(Hazrat Amir Khusro)


A famous ghazal by Hazrat Amir Khusro. This ghazal is sung by many sufi/ghazal singers and others such as Abida Parveen, Nusrat fateh Ali Khan, Chhaya Ganguli, etc.


sung by Chhaya Ganguli:



by Ghulam Ali:



by Rahat Fateh Ali:



by Nusrat fateh Ali Khan:


5 comments:

  1. Speechless. Splendid poetry superb singing bu ghulam ali sahab.

    ReplyDelete
  2. Owais Raza Qadri's version is also mesmerising!

    ReplyDelete
  3. Thanks a lot for making this great treasure accessible! It's always fascinating to uncover new meanings of this verse. Kind regards, Shahid, Canada

    ReplyDelete